Prakash thakur
I am prakash thakur, i am a student of 11th science,
I like bloging
I like bloging
Showing posts with label boy and girl. Show all posts
Showing posts with label boy and girl. Show all posts
Tuesday, 13 September 2011
shayari - of girl
shayari - bevafa raste badalte hai
shayari - love shayari
shayari - sad
shayari - good shayari
एक साग़र भी इनायत न हुआ याद रहे ।
साक़िया जाते हैं, महफ़िल तेरी आबाद रहे ।।
बाग़बाँ दिल से वतन को यह दुआ देता है,
मैं रहूँ या न रहूँ यह चमन आबाद रहे ।
...
मुझको मिल जाय चहकने के लिए शाख़ मेरी,
कौन कहता है कि गुलशन में न सय्याद रहे ।
बाग़ में लेके जनम हमने असीरी झेली,
हमसे अच्छे रहे जंगल में जो आज़ाद रहे ।
tags - shayari love shayari sad shayari
shayari - sad
Shayari - love
Love shayari
Kavita - wo boli
Wo Boli, Dil Ko Koi Beyaqeeni Hai Muhabbat Me
Mai Bola, Thik Hai Per Ishq To Imaan Hota Hai
Wo Boli, Arzoain Dil Ke Andar Bain Karti Hai
Mai Bola, Thik Hai Mujh Ko Sunayi Dete Rahete Hain
...
Wo Boli, Hum To Jaise Ek Musalsil Dukh Ke Qaidi Hain
Mai Bola, Thik Hai Ye Zindagi Dukh Ka Tasalsul Hain
Wo Boli, Koi Shab To Khab Me Bhi Khab Aate Hain
Mai Bola, Thik Hai Kuch Hasraten Aise Bhi Kartin Hain
Wo Boli, Bareshon Me Aur Ziyadh Jaan Silagti Hai
Mai Bola, Thik Hai Ye Aag Pani Ke Masael Hain
Wo Boli,Raat Kion Mushkil Se Katti Hai Judai Me
Mai Bola, Waqt To Kaifiyaton Ka Naam Hota Hai
Wo Boli, Chahaton Me Dard Ke Rahene Ki Qahish Kion
Mai Bola, Dard Ke Mare Howoon Ko Chain Mil Ta Hai
Wo Boli, Ruh Ki Aasoodgi Ko Kiya Zaroori Hai
Mai Bola Ruh Ko Aaloodgi Achchi Nahi Lagti Hai
Wo Boli, Chand Ki Aur Chandni Ki Kiya Kahani Hai
Mai Bola, Aadam O Hawwa Ki Chahat Ki Nishani Hai.
tags - kavita love kavita
shayari - tut jate hai
Shayari - mere jazbon ki
Shayari - baray hi
Shayari - ajnabi log
Shayari - wo janta hai
Prakash Thakur
http://maithilisongsgeet.blogs pot.com/
Wo janta hai k mujh se sabar nahi hoga
Wo meray dard se to bekhabar nahi hoga
Main do qadam jo chaloun dil pukarta hai yahi;
K wo saath na ho to safar nahi hoga
tags - Shayari love shayari sad shayari
Prakash Thakur
http://maithilisongsgeet.blogs pot.com/
Wo janta hai k mujh se sabar nahi hoga
Wo meray dard se to bekhabar nahi hoga
Main do qadam jo chaloun dil pukarta hai yahi;
K wo saath na ho to safar nahi hoga
tags - Shayari love shayari sad shayari
Shayari - Na thi jisko
Saturday, 10 September 2011
Dil chahta hai
Dil chahta hai kit era didar karu,
Jigar kahta hai ki tumhe pyar karu,
Jisma chahta hai tere sath rahu,
Man chahta hai tumhare dil me rahu,
Lakin kitab kahta hai is se dur raho
tags - shayariHindi kavita - Kaise bataoo
Kaise bataoo , tu mera kaun hai,
Mare jan ho mera yad ho,
Mera khvab ho, khyall ho,
Din ki chain aur rat ki nind ho.
Kaise bataoo………………………..
Meri aakh aur jigar ho,
Subah ho sham ho din ho rat ho,
Aur rato ka khvab tu hi ho,
Kaise bataoo………………
Mera mit ho meri aabaj ho,
Mera hashi ho mera ashu ho,
Mera takat mera vishvash ho,
Kaise bataoo……………………….
Mere aakh me tu ho,
Meri sanso me tu ho,
Mera duniya tujhme hai,
Kaise bataoo……………
Man ki oran ho, dil ki pukar ho,
Pahli khvab aakhari tamanna ho,
Mera maryada mera manmit ho,
Tumhare bina mai adhura hu.
Kaise bataoo……………………….
ABHILASH THAKUR(korthu)
tags - kavita hindi kavitaSaturday, 3 September 2011
Shayari - Love shayari
Kavita - girlfriend
Chale wo kadam kadam jo sath mere,
To uske saath se pyaar ho jaye
Thame wo pyaar se jo haath mera ,
to apne haath se pyaar ho jaye
jis raaat aaye khwabo me wo us suhani raat se pyaar ho jaye
jis baat me aaye jikr uska
to usi baat se pyaar ho jaye
jab pukare pyaar se wo mera naam
to apne naam se hi pyaar ho jaye
hota hai itna khubsurat ye pyar agar
TO KAASH USE BHI MERE PYAAR SE PYAAR HO JAYE!!!
To uske saath se pyaar ho jaye
Thame wo pyaar se jo haath mera ,
to apne haath se pyaar ho jaye
jis raaat aaye khwabo me wo us suhani raat se pyaar ho jaye
jis baat me aaye jikr uska
to usi baat se pyaar ho jaye
jab pukare pyaar se wo mera naam
to apne naam se hi pyaar ho jaye
hota hai itna khubsurat ye pyar agar
TO KAASH USE BHI MERE PYAAR SE PYAAR HO JAYE!!!
tags - Kavita , dost , prem kavita , Grilffriend
Friday, 2 September 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)