Prakash thakur

I am prakash thakur, i am a student of 11th science,
I like bloging



Friday, 2 September 2011

Shayari - love shayari


Tu apne fun say meri chaahat ko aazma k dikha.
Main toot-ta hoon tu phir say mujhay bana k dikha.
Teray badan main lahu bun k dorrta hoon main.
Tujhay Anaa ki kasam hai mujhay bhula k dikha.
Main itnay dard main v keh kahay lagaata hoon-
...TU aik dukh main mujhay sirf muskara k dikha.
Tujhay to maine hamaesha manaaya hai lekin .
Main aaj rooth chala hoon mujhe mana k dikha..

tags - shayari , love shayari

No comments:

Post a Comment